Must Read Ek dafa Moulana Jalaluddin Rumi Tabrezi Najamuddin Sanai Diwan ke pass kisi kaamm se gaye, Toh nouker ne kaha ke Qazi shab Namaz oarh rahe hai, Toh Moulana Rumi ne pucha,'Kya Qaza sahab ko Namaz parhni aati hai..? Jab qazi sahab ne baat suni toh Moulana Rumi se pucha,'Ke kaisi baat kahi apne.. Toh Moulana Rumi ne faramayea ke main yeh baat isliye keh raha hu ke,"Fakeer or Aalim" ki namaz main fark hota hai, Aalim us waqt tak namaz nhi parhta jab tak wo bait'ullah ki simt(taraf) ka tayun na karle,Agar maulm na ho sake toh dil me tahri karta hai, Phir dil jis taraf gawahi de us taraf namaz ada kar letta hai, Aur Fakeer us waqt tak namaz ada nhi karta jab tak arsh ko barabar apni akhon se na dekhle, Phir Moulana Rumi qazi sahab ke pass se uth kar challe gye, Raat ko qazi sahab ne khwab main Moulana Rumi ko dekha ke woh arsh pe musala bichaye namaz adda kar rahe hai, Qazi saha
Peeran e Peer Dastgir Ghaus e Azam Shayk Abdul QAdir Jilani ( R.A.) is the most universally acclaimed saint of all times and the most celebrated qutbRabbani and Ghaus e Azam(the greatest helper), Sayyidi wa Imami Shaykh-ul-AkbarAbu Muhammad Abdul Qadir Jilani, Radhi Allahu Anh was born in Ramadan 470 A.H/1077 CE in Jilan, Persia.